➤ Police rank VS Army rank (Junior) in Pakistan.
Police and Army Rank table.
Ser. Police rank Army rank.
1. Constable Sep 2. LHC Lance naik 3. Head Constable C2 Naik 4. Head Constable 3 Bly Havildar 5. ASI Naib Subedar 6. Sub Inspector Subedar 7. Inspector Subedar Major
Detail of ranks.
1. Constable, Sep.
In rank my Police ka constable aur Army ka Sep ail doosry k equal hoty hy inka BPS 5 hot hy.
2. LHC , Lance naik.
LHC (Light Head Constable) , Naik my sy LHC Police ka hota hy aur lance Naik Army ka hota hy inka BPS 6 hota hy.
3. Head Constable C2 , Naik.
In rank my Police ka Head Constable C2 hota hy aur Army ka Naik hota hy inka BPS 7 hy.
4. Head Constable , Havildar.
In my sy Head Constable police k hota hy aur Havildar Army ka hota hy in Scale aur BPS 8 hy.
5. ASI , Naib Subedar.
ASI police ka JCO rank hota hy in my sy phla rank hy Ye army k Naib Subedar k equal hota hy inka BPS 9 hota hy aur army k Naib Subedar ka BPS 11 hota hy .
6. SI , Subedar.
Police ka SI (Sub inspector) aur Army ka Subedar aik doosry k equal hota hy inka BPS 14 hy.
7. Inspector , Subedar Major.
Ye JCO rank k last k rank hy ya n my sy inspector Police ka hota hy aur Subedar Major Army ka hota hy inka BPS 16 hota hy .
Ye Police aur Army k junior ranks hy Jo aik doosry k equal hy inka promotion insignia bhi aik doosry sy different hota hy aur name bhi mgr scale tqreebn brabr hy.