Military award Hilal-e-Jurat.

 ➤ Hilal-Jurat Military award.

Hilal-Jurat ko some time Hilal-e-Jur'at , Hilal-e-Jurat ,  Hilal-i-Jurrat aur Hilal-i-Juraat is trh likha jata hy. Hilal-Jurat k meaning Crescent of courage k hy. Ye Pakistan four gallantry awards my sy military ka second highest award my hy Jo k 1957 my bnaya gya. Ye Nishan-e-Haider k bad phla award hy Jo k British Army k Victoria Cross aur Medal of Honour k equal hy. 

Isy officially Tor pr bnaya aur declare 16 March 1957 ko President of Pakistan ki trf sy kia gya. Isy conspicuous Gallantry cross aur distinguished service cross k equal kia gya. 

Ye rank sirf un logo k dya jata hy Jo k officer rank tk jaty hy aur ye sirf Pakistan Army aur Pakistan Para Military Forces k jawanoo ko dya jata hy. 

Nishan-e-Haider ki trh Hilal-e-Jurat bhi military ka highest award hy is liy ye sirf Pakistan k citizens ko dya gya hy. Ye medal Pakistan Army k boht sy famous people's ko dya gya Jin my boht sy national heroes bhi hy. Jin my Pak Army k General , Brigadier aur Colonel hy jiny ye award dya gya. 

Recipient.

Officer Jo k Armed forces my Jin my Pak Army , Pak Navy aur Pakistan Air force shamil hy in k officer ko dya jata hy. Ye in officer ko in ki act of valour , Bravery aur devotion to duty ki wja sy dia jata hy. 

Appearance.

Ye aik circular golden medal hy Jis k around 10 golden leaves k bundle lgy hoty hy. Is k center my Islamic Crescent 🌙 aur star⭐ bna hya hy which is suspended by a golden Baar Jis pr Hilal-e-Jurat (ھلال جرآت) likha hota hy. Is k ribbon 🎀🎗️ Jo k golden Baar sy lgy hoty hy three strips hoty hy Jin ka Color Two red aur One Green hy Jin my sy Side Waly Red🟥 aur center Wala Green 🟩 hota hy.  

Benefits.

Is k recipient ko di jany wali Admiration aur commanding respect k sath boht sy financial benefits bhi hy. Jis my land bhi shamil hy. Ye award hasil krny waly ko Pakistan k Law k mutabiq  2 Muraba ( 2 Square Land) di jati hy. 

Next Uper.

Nishan-e-Haider.

Next Lower.

Sitara-e-Jurat 

 Tamgha-e-Jurat.

List of some Notable recipients.

More....