➤ Join pak ranger at direct post.
Pak ranger ko Sep k ilawa direct naik k Tor pr bhi join kia jata hy aur is k ilawa ranger ko as a sub inspector aur DSR ki post pr bhi join kia ja skta hy . Is k ilawa ranger k ranks k name change hoty hy lykin in k BPS aur scale pak Army ki trh equal hoty hy .
Detail of Rank which can join direct in Pak Range .
Ser. Rank.
1. Sep.
2. Naik.
3. SI ( Sub inspector ).
➤ SEP.
Pak ranger my Sep ko join krny k liy Jawan Jo apply kr rha hota hy us ki qualifications my Metric must hy is k ilawa is ka physically fitt hona aur under age bhi lazmi hy .
Sep k liy join krna ho to applicant k liy age 18 year minimum aur 25 year maximum hoti hy .
Sep ka insignia nahi hota is ki uniform or koi rank nahi lga hota Jis sy ye pehchana ja skta hy k is Jawan ka rank Sep hy .
➤ Naik.
Pak ranger ko direct naik k Tor pr bhi join kia ja skta hy Jo k aik non commissioned officer k Tor pr hota hy .
Naik ki post pr bharti hony k liy Jawan ki qualification my jawan ki inter hona must hy jis my minimum 2nd devision lazmi hy .
Age my applicant ki minimum age 18 aur maximum age 30 hoti hy . Ye age aik civilian ko join krny k liy hoti hy aur agr serviceman ho to us k liy maximum age 45 years hoti hy
.➤ SI ( Sub inspector ).
Sub inspector k Tor pr join krny k liy Jawan ki qualification ki inter hona aur is k sath is my first devision lazmi hoti hy .
Age k lihaz sy aik civil ko ranger join krny k liy minimum 18 year aur maximum age 30 year hoti hy aur agr koi serviceman ko join krna ho to is ki age 18 sy 45 years hoti hy .
Pak ranger ko male aue female dono join kr skty hy lykin inky physically my thorra frq hota hy .
More information of Ranger.
Pakistan Para Military Forces.
How to join Pakistan Ranger as SEP.