➤ Pak army junior ranks.
Pak army my lower rank aik sep sy shuru hoty hy aur JCO (junior commission officer) tk hoty hy jis my subedar Major tk promotion hota hy.
Subedar Major ko us ki duty aur progress ki base py aizazi rank bhi diy jaty hy jo k 2nd Lieutenant , Lieutenant aur Captain tk diy jaty hy ye rank upper command ki mushawrat k bad permanent bhi kr diy jaty hy .
In ranks my jawanoo k rank sep sy ly kr Havildar tk hoty hy aur is k bad JCO (Junior commission officer) k rank start hoty hy . ye rank bhi officers ki list my hi aaty hy mgr ye junior commission k tor pr kam krty hy .
Army my lower rank ki detail.
Ser. Rank. Nato equivalent. BPS
1. Sep. OR-1,2. BPS-6
2. Lance naik. OR-3. BPS-7
(L/Nk.)
3. Naik (NK) OR-4 BPS_8
4. Havildar(Hav). OR-6 BPS-9
5. Naib Subedar OR-7. BPS-11
(N/Sub)
6. Subedar ( Sub ). OR-8. BPS-14.
7. Subedar Major. OR-9. BPS-16
( SM )
Duties of Jawan in pak army.
Pak army my lower rank k tamam jawan apny office order k mutabiq kaam krty hy .
Appointmentment.
Batalion k andr BHM ( battalion Havildar Major ) , CHM ( Company Havildar Major ) aur BQMH. ( Battalion Quarter Master Havildar ) rank ni hoty ye sirf appointment hoti hoti hy jisy hum aam alfaz my duty bhi kha jata hy jo apny officers k order or ki jati hy .
Duties of Sub and Main Subedar.
Aik junior commission officer ( N/Sub and Sub ) aik post pr command krta hy aur post ki all manegment ko smbhalta hy .
Duties of SM.
Subedar major battalion sirf aik hi hota hy jo k SM ki duty krta hy jawanoo k ranks my ye rank sb sy upper hota hy .
More information of PAK ARMY.
Pakistan Para Military Forces.